Fashion scoop Complaints Reviews Customer Care Number
B
Bhairav Pratap
22 Apr 22 Fashion scoop ak dress order kiya tha uska color pink tha color to Aaya hi Nahin lekin jo dress Aaya hai vah to fata hua hai aur size bhi Nahin hai Mera adress Ka main kya Karun aur dress ka price tha 1299 aur usne mujhe Diya hai ?10 ka saman payment to maine online kar diya tha lekin delivery bhi itna let se Mila let se Mila to koi baat nahin lekin jo chij maine order kiya tha vah to Aaya hi Nahin fata hua na jaane kitna bada dress de Diya hai mujhe yah ek fake shopping side hai please ismein shopping mat kijiega Nahin to ismein koi bhi product milta nahin hai aur milta bhi hai to purana sa aur fata hua
Write a comment