houseofsoi.com Complaints Reviews Customer Care Number
R
Ranjit kumar
22 Apr 22 houseofsoi.com jasmine dress order kiya tha 29 march ko order kiya tha 5 April ko delivery hua to maine jab unbox kiya to usmein jasmini dress ki jagah mein koi aur hi dress tha Maine Jo dress order kiya tha uska price ?6800 tha Jo delivery Maine receive Kiya use dress ka kimat lagbhag ?2000 hoga jo dress mujhe deliver hua hai Nahin to uska size a raha hai mujhe aur na hi Pasand Aaya to maine customer care mein call kiya vahan se mujhe any desk karaya Gaya aur mera bank detail leke Mera account se paisa bhi fraud kar liya 35000 ka ek to mujhe dress bhi sahi se nahin mila usmein bhi Mera ghata hua aur plus mein Maine online customer care mein call kiya to vahan bhi mere sath froad hua ab main kya Karun
Write a comment